Kitni khwahishon ko sapnon mein sawaar rakkha hai
Zindagi is tarah jiyenge... us tarah guzaarenge...
Aise bitaayenge... Waise kaam kar jaayenge...
Rote hue aaye thhe, Hastein chale jaayenge!
Kambakhat waqt ki raftaar aur daud ka silsila, itne bereham hai,
Saans lene ki bhi razaa leni padti hai, Farz ke thhekedaaron se!

No comments:
Post a Comment